Hota hai hamesha kyu ye zindagi ke saath,
Kadar nahi hoti unki jo hote hai paas,
Rehte hai jo humse dur,
Kyun rehti hai hamesha unki aas..
Ho jaata hai kyun insaan
Pyaar mein itna anjaan,
Ki bhula kar apno ko,
lutata hai kisi dusre par apni jaan...


Comments

Popular Posts